Faraz Text – Set 20 – 2017

Comprehensive collection of Faraz SMS. The compilation includes some good quality text messages which can be shared on various messenger apps and social network platforms. Browse through nice repository of Faraz SMS with latest and new SMS being added quite often. You will find some new, unique & interesting SMS and messages. Explore best and rare collection of Faraz SMS here, select any text from the wide range and share or send using mobile. Apart from Faraz SMS, the collection also includes SMS in other categories.

#1

Dheeray dheeeray apna bana gaya koi…
Pyar ke suhaney sapne dikha gaya koi..
Ae ALLAH!
Yeh pyar hi hai,
Ya…
‘Faraz’ ko phir se Chuna laga gaya koi..!

—– —
#2

Na jaane us ne mujhe kaise chor diya Faraz…
Woh kisi ka aik rupiya nahi chorti…

—– —
#3

Khairaat mein mili khushi mujhe achi nahi lagti Faraz…
Mein apne dukhon mein rehta hoon Nawabon ki tarah…

—– —
#4

Meray Nana ne ye keh ker mujh se rishta tor diya Faraz!
Moong Phali me dana nahi, hum tumhare Nana nahi..

—– —
#5

‘FARAZ’
Now in Bakra Mandi..
*
*
*
*
Bakra Talaash kar kar ke thak gaye hein
‘Faraz’
*
*
*
*
Phir kisi se Maloom hua ye to ‘Gaaye Mandi’ hai….

—– —
#6

Ab k karna tu kisi aysy ki chahat karna
Jisko ata he na ho shikayat karna
Pehly khusbu k mizajo ko parkh lo FARAZ
Phir gulistan main kisi gul sy mohabbat karna.

—– —
#7

Mujhe RAAT Bhr Ye Baat Sone Nhi Deti Faraz!!!
Zindagi 4 Din Ki Hai To ‘Test Match’ 5 Din Kä Kiun?

—– —
#8

Jin: Kya hukum hai mere Aqaa?
Aqaa: Ek shair suna do.
Jin: Arz kya hai
Zara gorr farmaieyga
Aqaa hukum karain bakwaas nhi.
Main Jin hoon FARAZ nhi.

—– —
#9

Hum tu sms mai sirf mazaq hi kya karte thay FARAZ
Lagta hai
Pathano ki tu kuch zyda he hutt gayi..

—– —
#10

Ham deewano se na pocho Anjam-e-Ultaf
FARAZ~
Ham tu bewafaon ko bi jeenay ki dua daity hain…

—– —
#11

Faraz k duniya sai rukhsat hone k baad ab
Wasi Shah ka Kalaam Arz hai
‘Itna tu hamain bhi pata hai Wasi..
Water + Dahi is equal to Lassi..

—– —
#12

Jis ki khatir saari classein chor di Faraz…
.
.
.
.
.
.
Aaj us ne bhi keh diya Tullay Baaz..

—– —
#13

Morteen coil dekh kar machhar bhi
kehtey hain Faraz….
:
:
:
:
:
:
:
Aisa karoge Tu kun aye ga? :->

—– —
#14

Meethi Meethi yadoon ko palkoon mai saja laina,
Sath guzre lamho ko Dil mai basa laina,
Mai washroom mai baitha hoon ‘FARAZ’
.
.
.
Bijli ajay to MOTOR yad se chala daina.

—– —
#15

Wo Dhoondte Rahay Hame Idhar Udhar Shayad Unhe Hamari Taalash thi,
FARAZ
Par Afsoos Jis Qabar ParThay Qadam Unk Usi Mein Humari Laash Thi

—– —
#16

Us Ne Mujhe Chhor Dia To Kia Hua Faraz…
Meine B To Chora Tha Sara Zamana Us K Liye…

—– —
#17

Mehbaoob ki yaad me petrol pump pey
Cigeret kya lagaya ‘FARAZ’
.
.
.
.
.
Mere tu dunia hi badal gai e damaky k sath!

—– —
#18

Tabeeb milty hn par dawaa nhi milti
Dawa agar milti hy to shafa nhi milti
Main sari dunya dhond aya ‘FARAZ’
‘Husan waly tu milty hain per wafa nhi milti..’

—– —
#19

Ab to dunyiya walon pe bilkul bharosa nahi karna Faraz!!!
Ek bewafa humko China ka Bakra keh kar Kutta Baich gaya.

—– —
#20

Urdu k kashoor shaher
AHMED FARAZ ki rooh mukhatib hai
jawanooo!
Shairi min kya khob rang jamaty jo.
lekin
kutto
kameenoo
ye to batao mujy beech min Q laatay ho?

—– —
#21

Meri aankhen bhi mujhse ek din yeh keh den gi Faraz,
Khuwab uske na dekha karo hum se ab roya nahi jata.

—– —
#22

Faraz k baad ab hazir-e-Khidmat Amjad Islam Amjad
Amjad teri sharafat pe kisi ko na hoga shak,
Halki halki bhook main halka phulka TUC.

—– —
#23

Faraz k baad ab pesh khidmat hai Amjad Islam Amjad.
Tumse milne ki Amjad kya justju karen!
Tabiat ziyada kharab ho to doctor se rujoo karen.

—– —
#24

|–|–
| .o
| /| FARAZ
| JL
|
Ye Sala Qissa he khatam karo.

—– —
#25

Ramzan main rozay rakhny se pehle ye soch lena Faraz!
.
.
.
.
K Samosa Rs.7 aur Roll Rs.10 ka ho gaya hai.
Happy Ramzan.

—– —
#26

Ye keh kar Malik Makaan ne ghar se nikaal diya Faraz!
Tu Shaheen hai baseera kar Paharon ki Chatanon main.

—– —
#27

Faraz Now In Sindhi Remix
Aaon Tohanjay Ishq Main Chariyo Thi Weus Faraz!
To Shadi Karay Munkhay Maamu Thai Chadeo..

—– —
#28

Aankhon main shampoo chala bhi jaye Faraz!
Aansu to mere aaty he nahi.
Kyon k
JHONSON shampoo k bina to hum nahaty he nahi.

—– —
#29

Zinda tha to kisi ne na pucha haalat-e-jigar,
Ab mar gaye hain to mitti main dabanay aagaye,
Chor k dunya ko madhosh huye thy hum,
Woh na janay kya soch kar humko jaganay aagaye,
Na janay kis se pucha hai wafa na pata mera,
Meri qabar pe bhi humko jaganay aagaye,
Hum to andhere main sonay k aadi they,
Or woh bewafa meri qabar per diye jalanay aagaye.
Zinda tha to ek nazar na dekha pyar se Faraz!
Mar gaye hain to ab qabar pe aansu bahanay aagaye.

—– —
#30

Chalo bohat ho gai Urdu Shairy ab thori Pashto shairy ho jaye:
Dagha Dara Laka Dish Dam Pash Marora Faraz!
Soye Gham Dai Lasta Da Dala Ghae Cha Dar Dash.
Whats up? Meaning? Woh Faraz se pucho mere shair thori nai hai.

—– —
#31

Is tanhai main bohat dum ghut ta hai Faraz!
.
.
.
Na jany kon Kameena Bathroom ki kundi laga gaya.

—– —
#32

Dance k moqay pe 1 sher arz kya hai, zara ghaur farmaen,
Faraz! hath barha kar meri zulfoon ko chhoo lo,
Paapi Paapi! Paapi Choo Lo.

—– —
#33

Raat bari mushkil se khud ko sulaya hai Faraz.
Warna Light k baghair kon sanki sota hai?

—– —
#34

Koi muntazir hai us kay SMS ka shiddat se Faraz!
Woh janta hai magar Kameena bana rehta hai.

—– —
#35

Bohat zor se ek shair aaraha hai Faraz!
.
.
.
Agar wait karo to main kar k aajaon.

—– —
#36

‘ Ye kia Sufaid Kurtay me phir rahay ho Faraz?
Aj Kaala jora paa sadi Fermeish Tey’.

—– —
#37

Hum to shugal kar rahay thy Faraz!
Musharraf to Mind he kar gaya.

—– —
#38

Nikaal de Faraz dil se khayal uska,
Yaaden kisi ki taqdeeren badla nahi kartin.

—– —
#39

Apan hissa shumar karta tha,
Mujhse itna woh pyar kerta tha,
Woh banata tha meri tasveerain,
Unse bataen hazaar karta tha,
Mera dukh bhi khuloos-e-niyat se,
Apna dukh he shumar karta tha,
Such samajhta tha jhoot bhi mera,
Yun mera aitbaar karta tha,
Pehle rakhta tha phool rastay main,
Phir mera intazaar karta tha,
Aaj pehlu main woh nahi Faraz!
Jo mujh pe jaan nisaar karta tha.

—– —
#40

Aqal walon k muqaddar main kahan zoq-e-junoon Faraz!
Ishq waly hain jo her cheez luta dete hain.

—– —
#41

Uthana khud ko parta hai, thaka hua jism apna,
Kay saans ruknay se pehle koi kandha nahi deta.
Faraz Ahmed Faraz

—– —
#42

Ab kya dhondhtay ho kaghazon k dhair main FARAZ?
Jis Akhbar main tumhari photo thi, us main koi Naan le gya.

—– —
#43

Ab to beghairtiyan itni barh gai hain FARAZ.
Shair kisi aur ka hota hai aur naam mera Thonk dete hain.

—– —
#44

Is khauf se Motor cycle bech di FARAZ,
Kahin khud ko na bechna pary PETROL k liye.

—– —
#45

Dil to roya tha Faraz khoon kay aansu lekin,
Aankhon ne tere raaz ko ruswa na kya.

—– —
#46

Pashto main ek Shair arz hai:
Dagha Pashtay da rora ma vala da sawan Faraz!
Da Pushta ma rora Dagha Pich Pich, Dagha Pich Pich. 🙂

—– —
#47

Us ne is nazakat se mere honton ko Chuma Faraz,
Kay Roza bhi na Toota aur Aftari bhi ho gai.

—– —
#48

Aankhen khuli to jaag uthi Hasraten Faraz,
Usko bhi kho diya jisay paya tha khuab main.

—– —
#49

Muhabbat kar saktay ho to Rabb se karo Faraz,
Matti kay khilonon se kabhi Wafa nahi milti.

—– —
#50

Us ne ik baar bataya tha mujhe,
K Barasti Barish se ishq hai usko,
So uska Ishq apnanay k liye Faraz,
Meri aankhen her Raat Barasti hain.

You can help to enrich this collection of Faraz SMS by sending and submitting more messages from your collection by writing in comments section and by providing nice ideas. This is Set 20 of Faraz SMS. In case of spelling mistakes, other issues report them in comments section. Share these messages on various messenger apps like whatsapp, allo, hike, telegram, skype, FB messenger and others.


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *