Comprehensive collection of Urdu Poetry SMS. The compilation includes some good quality text messages which can be shared on various messenger apps and social network platforms. Browse through nice repository of Urdu Poetry SMS with latest and new Text Lines being added quite often. You will find some new, unique & interesting Text Lines and messages. Explore best and rare collection of Urdu Poetry SMS here, select any text from the wide range and share or send using mobile. Apart from Urdu Poetry SMS, the collection also includes Text Lines in other categories.
Tum Jee Lo Gi Mere Siwa
Main Jee Na Paaoun Ga Tum Bin
Hazaaron Sitaron Ki Bheer Main Bhi Dekho
Ye Chand Kitna Tanha Hai Tum Bin
Rahoon Kahin Bhi Kisi Ke Saath Bhi
Lekin Main Udaas Hoon Tum Bin
Agar Chiragon Ki Roshni Main Hoon Main
Meri Zindagi Main Andhera Hai Tum Bin
Baharon Ka Mausam Hai Gulshan Main
Phoolon Main Khushboo Nahin Tum Bin
Main Koshish Karta Hoon Muskurane Ki
Mera Dil Rota Hai Tum Bin
Mera Sub Kuch To Tum Ho
Main To Kuch Bhi Nahin Tum Bin
+92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
—– —
#2
Meri Mohobbat Ka Ehsas Kar Agar Kar Sake
Tu Bhi Mujh Se Pyar Kar Agar Kar Sake
Aadat Badalti Hai Dil Badalti Nahin
Jaisa Hoon Aise Hi Yaad Kar Agar Kar Sake
Jaanta Hoon Bohot Kami Hai Mujh Main Achaayi Ki
Meri Buraiyon Ko Sharamsaar Kar Agar Kar Sake
Kisi Aur Ka Khayaal Bhi Na Aane Paaye Kabhi
Itni Mohobbat Ka Izhar Kar Agar Kar Sake
Main To Khaak Hoon Aur Kuch Bhi Nahin
Apne Pyar Se Nayab Kar Agar Kar Sake
Do Qadam Ka Saath Nahin Chahta Tujh Se
Umar Bhar Ka Vaada_O_Ikraar Kar Agar Kar Sake
+92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
—– —
#3
Mere Liye Meri Dunya Ho Tum
Choo Kar Jo Guzri Wo Hawa Ho Tum
Maine Jo Maangi Wo Dua Ho Tum
Kare Mujh Ko Jo Roshan Wo Diya Ho Tum
Dil Ye Kahe Meri Zindagi Ho Tum
Kiya Maine Jisay Mehsoos Wo Ehsas Ho Tum
Meri Baanhon Ki Aas Ho Tum
Meri Nazar Ki Talaash Ho Tum
Meri Zameen Aur Aakash Ho Tum
Meri Jaan Meri Jaan Meri Jaan Ho Tum
+92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
—– —
#4
Kabhi Kabhi Baat Karti Hai Mohobbat Ki Tarah
Mizaj Apna Badalti Hai Wo Hawa Ki Tarha
Wo Apne Aap Se Begaana Kar Gayi Mujh Ko
Ek Ajnabi Ban Kar Jo Milli Mujh Ko Apno Ki Tarha
Qadam Qadam Pe Bhatak Jaana Qabool Hai Mujh Ko
Agar Tu Saath Rahe Mere Rehnuma Ki Tarha
Hum Us Ki Yaad Ko Dil Se Laga Ke Jee Lain Ge
Bhula Sake To Bhula De Wo Bewafa Ki Tarha
+92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
—– —
#5
main shamil hun tere har lafz me
main shaamil hun tere har geet me
main shamil hun teri har saans me
main shaamil hun teri har baat me
main shamil hun teri hi jaat me
main shaamil hun teri hi ruuh me
fir bhi tu kehta hai k main na mili hun
main to sirf aur sirf tumme dhali hun…!!!
+92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
—– —
#6
Suhana mausam tha hawa m nami thi,
aansu ki behti nadi abhi abhi thami thi,
milna t0 hum bhi chahte they per!
un k pas waqt 0r humare pas saans0 ki kami thi.
—– —
#7
Ab to dard sehne ki itni adat hogae ha Faraz,,,,,
jb dard nahe milta to dard hota hai.,.,
—– —
#8
Faraz apni shadi k baad
Ishq ka darya hai aur doob k jana hai
Aik panadol ki goli hai aur chostay jana hai
—– —
#9
Tm kya jano sharab kaise pilai jati hai
kholne se pehle botal hilai jati hai
Phir awaz lagai jati ha
A jao Dard-e-Dil walo yaha Dard-e-Dil ki dawa pilai jati ha
—– —
#10
Kuch iss liye bhe chahre par gham sajaye phirtay hain
.
.
.
Ek shakhs ko muskurate hue hum ache nai lagtay.
—– —
#11
Ganje Pan Ki Ye Khani Hai
Muj Darya Ye Rohani Hai
Har Kisi k Nahe Jahdte Ha Bal
Ashiqon ki Ye Nishani Hai . . //->
—– —
#12
Tere pyar ka saya
(wah)
Tere pyar ka saya,
(wah wah)
Tere pyar ka saya,
(wah wah wah)
2 Minute ruk Mai
Yun gaya yun aaya..
—– —
#13
Larkian Burkha Pehenti
Hen Chehra Chupane K Lye
Wa Wa
larkian burkha pehenti hen chehra chupane k lye
2 Ankhen Khuli Rakhti Hen
LARKON Ko Patane K Lye.
—– —
#14
Musharaf K Janay Se,
Begairti kUch aiSay Band Hui Faraz. .!!!
PehLay jO gIrLz PubLic pALace pE MiLti tHi,
Ab pHoNE Pe pUpPy dEnAy sE Ghabrati hAiN
—– —
#15
Har ahat par jaan nikal jati hai pappu
Ye public toilet mein darwaza q nahi hota..
—– —
#16
Faraz in chinese resturant
Meetha hai kosa hai
barish ka bosa hai
abay mangwai thi murghi tu laya samso hai
—– —
#17
Tum Se Judai Mai Haal Kuch Yun Hoa Hai FARAZ..
Raatein Katti Hain Maine Cigratte Phonk Phonk Kar:-D
—– —
#18
Dil ruk ruk kar dharkta hai ab to.
terä naam lab par aata ha¡ äb to..
sänse b atåkti hai ab to
söchta hoön ho döctør ko dèkha loön ab to..
—– —
#19
Wo nahi mera magar us se MUHABAT hai, To hai..!!
Ye agar rasmon riwajon se BAGHAWAT hai,
To hai..!!
Kab kaha main ne k wo MIL jaye mujh ko,
Mujh se door na ho jaye bus itni HASRAT hai,
To hai..!!
Dost ban kar bhi SATATA hai wo mujh ko,,
Phir bhi us zalim par marna apni FITRAT hai,
To hai..!!
—– —
#20
Kbhi Jab Yaad Ajao’n Tou
Ek Muskan Ka Sadqa
Humary Nam Kr Dena
Bs Ek Khamosh Sa Jazba
Dua Ki Maang Main Bhar Kr
Humai’n Arsal Kr Dena
Humai’n Tum Yaad Kr Lena
—– —
#21
Hamari Awaz Unhen Sunai Nahin Deti
Abto Dur Tuk Koi Umid B Dkhai Nahin Deti
Hai Ehsas Unhen aur Sab Logo Ka
Bas Hamari Hi Tanhai Unhen Dikhai Nhi Deti.
—– —
#22
Hamari jaan jaye gi to jaan jao gay ‘MOHSIN’
K hasil kuch nahi hota kisi ko Aazmanay say…..!!!!!
—– —
#23
Wo keh gya k mera intzar mat krna,
Me kahun b to mujh pe aitbaar mat krna,
Wo kehta he k mujhe tum se mohabat nhi,
Per tum kisi or se pyar mat krna.
—– —
#24
meri khushi ke lamhey mukhtasir iss qadar
pAppU…
hällay mujra shuru hoya si tey batti chali gai… ;->
—– —
#25
‘MERI JAN KATRiNA’
Ungli mei angoothi , angoothi mei nagina ,
Soni lagti hai teri bhen KATRiNA
Raat nai kat’ti maslay hain dereena
Maine kaha bus kar kehti hai abi na
Rat ko mila karo (12) baara maheena
Kehti hai bhai ko batana kabhi na
Itnä zaleel ho kar k bhi
sms parh raha hai kämeenä ,
—– —
#26
Kal mai ney usy khob hansaya faraz.
kamini jatey huey mjhy MR.BEAN keh gai¿.
—– —
#27
Us ne meri zindagi kaanton se bhar di hai ‘FARAZ’ wo jo kehti thi k,
Maahi aaway ga te phulaan naal dharti sajaawan gi…
—– —
#28
Door se dekha to Orange tha,
Pass ja ke dekha to Orange tha,
Cheel ke dekha to b Orange tha,
Khaa k dekha to b Orange tha,
Wah bhai wah kya Orange tha.
—– —
#29
*Uska Abba tha pehlwan acha khasa*
*jiski tarf tha rujhan acha khasa*
*Us k bachy mamu kehte kehte nahi thakty*
*Jis se shadi ka imkan tha acha khasa*
—– —
#30
Wo tou milta hy mehdood se lamho’n mein mujhko faraz
Phir bhi dil hy k kitni fursat se sochta hy usay…
—– —
#31
‘ Ab To Tanhai Kaa Yeh Aalam Hai PARVEEN…’
‘ Naa Aati Hai Uzma Aur Na Aati Hai Samreen..’ ;
—– —
#32
Arz kiya hai.
UROOJ ki shadi main Lafra ho gaya,
.
.
Wah Wah Wah
.
.
UROOJ ki shadi main Lafra ho gaya,
.
.
FARAZ itna Nacha kay Nanga ho gaya.
—– —
#33
Har Phool K Naseeb Main Ho Shab-e-Uroosa, Ye Zaruri Tou Nahi,
Kuch Phool Khila Karte Hyn Mazaro’n K Liye Bhi. . .
—– —
#34
kabhi karachi bhi ‘CITY OF LIGHTS’ khalaata tha ,
magar load sheding k baad is ka naam ‘CITY OFF LIGHTS’ ho gya hai ;->/
—– —
#35
Aey DOST ,buland kar nazar apni aur dekh ooper,
Sab se aagey sab se ooper,
PEAK FREANS SOOPER,
PEAK FREANS SOOPER . . . . . . . . ; – > /
—– —
#36
WaFaa,IkhLaas, Qurbani,Murawat..!!
Ab Inn Lafzon Ka Peecha Q Karein Hum..??
Humari He Tamana Q Karo Tum..??
Tumhari He Tamana Q Karein Hum..??
—– —
#37
Arz Kiya Hy
Kabootar K 2 Par
Wah Wah
Kbootar K 2 Par
Bhaee Wah
Kbootar K 2 Par
Zara si Twajja Plz
Ghor Farmaen
Kabootar K 2 Par
1 Idhar
1 Udhar.
—– —
#38
Kitni der se meri aankhain num hai FARAZ
koi to kamina hai jo pyaaz kaat raha hai.
—– —
#39
Meri rah mein itne Patthar kyn hain?
Angor jo chakhta hun woh Khattay kyn hain?
Zindagi isi soch mein guzar gai Faraz,
Mery saray dost ullo k pathay kyn hain?
—– —
#40
ARZ KIA HAY
Door se dekha to kuch dikha nahi…
WAH WAH
Yar pehle sun to lo…
Door se dekha to kuch dikha nahi…
Aur paas ja k dekha to kuch tha hi nahi
—– —
#41
Urdu k mashur shair ahmed faraz mukhatib hai,
Pakistan k jawano shairi main kia khob rang jamate ho,
lakin
kutte kamino
ye to batao mjh bech main q latay
ho
—– —
#42
Tambacoo noshi sehat ke liye muzer hai Fraaz..!!
Ye keh kar woh shakhs mujhay Naswaar de gaya ;->
—– —
#43
Wo Meri Qabar Pe Aya Mere Rakeeb K Sath ‘Ghalib’…
.
.
Daso A kamina pan nahi te hor ki ay. . .? ?
—– —
#44
Bahaana Kion Tarasha Rooth Jaane Ka Faraz~
Bas Itna Keh Dete K SMS2FRIENDS.com Per New sms aaya Nahi…!
—– —
#45
masoom mohabbat ka bus itna fasana hai ,
Masoom mohabbat ka bus itna fasana hai
amma ghar se nikalne nai deti or mujhe date pe jana hai,
—– —
#46
Keh diya hum ne bhi duniya ko aaj alvida ‘Faraz’
Dhalte Suraj K sath aaj humko bhi doob jana hai.
(Ahmad Faraz ka akhri shair)
—– —
#47
Jane kis baat pe uss ne muje Chora hai Faraz ?
halaa k wo shakhs to kisi k 10 rupey nhn chorta.
—– —
#48
Mere dukhi dil ko cher gyi ek golli,
jb suna k uski aj uthe gi doli,
wo hath py maire unglian rakh k ye boli,
Yasu Panju Har Kabotar Doli:-
—– —
#49
Aankho’n Main Ho Haya Tou Parda Dil Ka Kafi Hai
Warna Naqabo’n Se Bhi Hoty Hyn Ishary Be-Hayai K…
—– —
#50
Achon se zyada tum ache ho’
Sachon se zyada tum sache ho’
Main ne kaha,
Mujhe tum se mohhabat hai’
wo boli’ sharam karo abhi tum bache ho.
🙂
You can help to enrich this collection of Urdu Poetry SMS by sending and submitting more messages from your collection by writing in comments section and by providing nice ideas. This is Set 114 of Urdu Poetry SMS. In case of spelling mistakes, other issues report them in comments section. Share these messages on various messenger apps like whatsapp, allo, hike, telegram, skype, FB messenger and others.
Leave a Reply