Comprehensive collection of Sad Poetry SMS. The compilation includes some good quality text messages which can be shared on various messenger apps and social network platforms. Browse through nice repository of Sad Poetry SMS with latest and new Text Lines being added quite often. You will find some new, unique & interesting Text Lines and messages. Explore best and rare collection of Sad Poetry SMS here, select any text from the wide range and share or send using mobile. Apart from Sad Poetry SMS, the collection also includes Text Lines in other categories.
Kya ghum hai kya khushi maloom nhi
Wo apna hai k ajnabi maloom nhi
Jis k baghair ek pal nhi guzarta
Kaisy guzre gi zindagi maloom nhi…
—– —
#2
Bhigi ankho sai muskurane mai maza or hai
Hasty hasty palkyn bhigane mai maza or hai
Bat keh k tu koi b smjh jata hai
Khamoshi ko koi smjhy tu maza or hai.
—– —
#3
Mumkin jo agar hota,
Hum tum ko bhula detay,
Yadon ko kafan dai kar,
Bey waqt sula detay,
Tanhai mai jee laty,
Tum ko na sada detay,
Is dil sai tere dil tak,
Deewar uthha detay,
Mumkin jo agar hota,
Hum tum ko bhula dety!
—– —
#4
Ronay de aaj hum ko aankhen sujanay de,
Banhon main le le aur khud ko bheeg jany de,
Hai jo seenay main qaid darya woh chot jayega,
Hai itna dard k tera daaman bheeg jayega.
—– —
#5
Aa dekh dil ki nagri hai udaas tere bin,
Bujhti nahi aankhon ki pyaas tere bin,
Zindagi main to aansuon ka sailaab hai,
Karon kese khushiyon ko talaash tera bin.
—– —
#6
Ek shaks paas reh k bhi samjha nhi mujhe
Iss baat ka malal hai shikwa nhi mujhe
Mai usko bewafa ka ilzaam kaisy doon
Us nai tu ibtada se hi chahaya hai mujhe
Pather samaj k paon se thokar laga dia
Afsos teri ankh ne parkha nhi mujhe
Kya kya umeedein baandh kar aya tha samne
Usne tu ank bhar k bhi dekha nhi mujhe
Kab theherna tha mujko her waqt uske pass
Acha hua ke usne be roka nhi mujhe!
—– —
#7
Mujh se mat pooch ke kiu ankh jhuka li mein ne,
Teri tasveer thi jo tujh se chupa li mein ne,
Jis mein likha tha ke tu mera mukaddar nahi,
Apne hi haath ki woh lakeer mita di mein ne.
—– —
#8
Tum to bas waqt ki zaroorat ho,
Mujh ko akhir bata diya us ne,
Apne haathon se likh ke mujhe jaan,
Jaane phir kiu mita diya us ne.
—– —
#9
Hum mai kya hai k humein koi yaad kary
Log tu achay achon ko bhula dete hain
Tere shehar ka dekha hai ye usool
Patty giren tu darakht b jala dete hain..!
—– —
#10
Jo adhoori reh gayi thi wo kahani sochna
Baith kar tanha faqat baatein purani sochna
Jab kisi sahil pay aa jaye meri yaad tumhain
Keyon jaziron ki taraf rehta hai paani sochna
Tum agar bicharne par hi khush ho tu chalo yun hi sahi
Baith kar tanha faqat shamein sohani sochna
Jab kabhi likhna kahani zeest k mouzoo pe tum
lafzon k maa’eny sochna.!
—– —
#11
Ek pal beghair daikhay usay kya guzar gaya
Aisa laga k aik zamana guzar gaya
Us k liye buland rahay hath umer bhar
Apnay liye duaon ka lamha guzar gaya.
—– —
#12
Teray chehray ki muskan ko woh teri khushi samajh chuki hy
Usay kiya pata is khushi k pichay bhi hazar dard usi k diye hue hen.
—– —
#13
Kaanch ka tohfa na daina kabhi
Roth k log tor diya karty hain
Jo boht achi ho in se pyar na karna
Aksar achy log hi ‘DIL’ tor diya karty hain
—– —
#14
Woh ashk tha beh gaya,
Main dard tha seh gaya,
Woh chand tha chhup gaya,
Main badal tha baras gaya,
Woh toofan tha guzar gaya,
Main gulshan tha ujar gaya.
—– —
#15
Woh pyari Nigah sada yaad rahe gi
Mil kar na milne ki ada yaad rahe gi
Mumkin hai meray baad woh mujhe Bhool jaye
Lekin umar bhar usay meri Wafa yaad rahegi.
—– —
#16
Kabhie Yaad aao to is tarah, Kabhie Gungunao to is tarah.
Mera dard phir se Ghazal bane, Kabhie Dil dukhao to is tarah.
Meri Dharkane bhi Laraz uthein, Kabhie Bhool jao to is tarah.
Na sisak sakein, Na bilak sakein, Kabhie chor jao to is tarah.
Na Ujar sakein, Na sanwar sakein, Kabhie Yaad aao to is Tarah.
—– —
#17
Ajab Be-Maqsad hai Silsila-e-Ishq bhi,
Ye Lamha hum se guzara nahi jata,
Nahi door tak jeet ke Asaar Magar,
Na jane kiu hum se haara nahi jata.
—– —
#18
Meri Rooh mein na samatey to bhool jaate tujhe,
Tum itna pass na aate to bhool jaate tujhe,
Ye kehte hue mera tum se koi talauq nahi,
Ankhon mein Ansoo na aate to bhool jaate tujhe!
—– —
#19
Aana ki bat hy wrna Mohabbat ab b baqi hy,
Ussay meri mujhay us ki zaroot ab b baqi hy,
Koi mushkil agar dr-pesh aaye tu lot aana tm,
Tmharay wastay dil mein aqeedat ab b baqi hy,
Ye kya khaila hy ulta khail mere sath qismat ny,
Sehar-e-Manzil kharra hoon or Musafat ab b baqi hy.
—– —
#20
Dar-e-dil se jb b wafa guzareti he,
Kise khabar hy k mujh pe kya guzarti hy,
Wo ab mile b to milte hi is tarah jese,
Bujhe chiragh ko chhu k hawa guzarti he.
—– —
#21
Mere Zindagi ek bund kitab hai
Jise aaj tak kisi ne khola nhi
Jisne khola us ne parha nhi
Jisne parha wo samjha nhi
Aur jo samaj saka wo mila nhi
—– —
#22
Hamari Dil ki gehrai ko,
koi samaj paya hi nhi,
kitne tanha hai hum,
koi jaan paya hi nhi,
kisi ko hamari kami mehsoos ho,
Khuda ne hme aisa banaya hi nhi..
—– —
#23
Her baat main tabassum her baat main ada
In koshisho se humko behla na paaoge,
Aazmaaya hai hamesha aur aazmaao ge
Ek roz per haqeeqat tum jaanjaaoge,
Rokenge raasta mere behte huye aansu
Kar ke nazar andaaz inhe jaa na paaoge,
Puchenge us se hum bhi ek din
Kya hum se door hoke hume bhool paaoge?
—– —
#24
Anjan to is gam se koi reh nhi sakta
Koi zabt karta to koi seh nhi sakta
Mohabbat to har dil ko ho jati hai
Lakin koi izhar karta hai to koi keh nhi sakta.
—– —
#25
Har gira hua ghonghat haya ka nahi hota,
Har utha hua hath dua ka nahi hota,
Bujh jaty hain aksary diye yun hi,
Har baar qusoor hawa ka nahi hota.
—– —
#26
Usko chaha b to izhar kerna na aya,
Cut gai umar magar pyar kerna na aya,
Us ne mangi b to judai mangi,
Hum b hty k inkar kerna na aya.
—– —
#27
Yun tarke muhabat teri dil lagi ho shayad,
Tere seenay main bhi ye aag lagi ho shayad,
Na mujhe aazam itna k jaan se guzar jaon,
Mere wajood main teri he jaan ho shayad.
—– —
#28
Usne anjany main humko rula diya,
Usne dunya k liye humain bhula diya,
Hum to wese bhi akele thy,
Kya hua jo usne ehsaas dila diya.
—– —
#29
Ye zid hai hamari k tumhain chheen len sab se,
Hum aur zamanay se taqaza nahi karte,
Hum ghosha-e-tanhai main ro lete hain aksar,
Hum shehar ki galiyon main tamasha nahi kerte.
—– —
#30
Chalo ik baar phirse ajnabi ban jaen hum dono.
Na main tumse koi umeed rakhon dil nawazi ki,
Na tum meri taraf dekho ghalat andaaz nazron se,
Taaruf rog hojaye to uska bhoolana behtar,
Taaluq bojh ban jaye to uska chorna acha,
Woh afsana jisay anjaam tak lana na mumkin ho,
Usay ik khoobsoorat mor de kar chorna acha.
—– —
#31
Udas Nazro Me Khwab Milnge,
Kahi Kante To Kahi Gulab Milenge,
Mere Dil Ki Kitab Ko Apni
Nazro Se Padhke Dekho,
Kahi Apki Yad To Kahi Khud Ap Milege.
—– —
#32
Ghum ki jageer virasat main mili hai mujh ko.
Apni jageer main rehta hon Nawabon ki tarha.
—– —
#33
Ishq ne hame rula diya,
jis par marte te usne hi hume bhula diya.
hum to unki yadon me hi jee lete magar
unhone to yadon me hi ZEHER miladiya.
—– —
#34
Kisi Din Lena Humari Khabar,
Kya Beet Rahi He Apke Bagair,
Chalte Hue Raho Me Rakna Nazar,
Kahi Apke Kadmo Me Na Ho Humari KABAR.
—– —
#35
Zindgi itni dard bhari kyu hai,
Dard aapko hai to takleef hamein kyu hai.
Khabar rakhne wale Dost,
Tu Aaj mujhse bekhabar kyu hai..!
—– —
#36
Gam Ke Mare Jo Muskuraye Hain,
Aansuoo Ko Bhi Pasine Aaye Hain.
Kya Bala Hai Khushi Nahi Malum,
Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai.
—– —
#37
Tum kya jano,
Jab dil udaas hota hai,
Dard kuch khas hota hai,
Her soch, her yad, her bat, her pal,
Bara he be aas hota hai,
Bas ek aawaz si hoti hai,
WOh bhi be saaz si hoti hai,
Na koi apna sa lagta hai,
sab ek sapna sa lagta hai,
Yun dil q udaas hota hai,
Q dard ye khaas hota hai,
Tum kya jano.
—– —
#38
Zindagi k kisi mor par khud ko tanha na samajhna,
Hum aapke sath hain humko juda na samajhna,
Zindagi bhar sath nibhany ka wada kartay hain hum,
Agar Zindagi wafa na kary to BeWafa na samajhna.
—– —
#39
Meri aankhen rakh lo mujhe kuch khuab de do,
Jismain tumhari jhalak ho aisi kitaab de do,
Chalo choro sari baten ek baat maan jao,
Meri sari umar le lo bas ik pal ka sath de do.
—– —
#40
Raakh ho gaya chaman mere armanon ka,
Naam-o-Nishan bhi na bacha mere afsanon ka,
Barbadi par Ranj-o-Ghum kesa yaro?
Hashar yehi hota hai deeawnon ka.
—– —
#41
Mere sabher ka na le imtehaan tu
Meri khamoshiyon ko sada na de
Jo tere bagair na jee sake
Usse jeene ki dua na de
Tu aziz dil o nazar se hai
Tu qareeb rago jaan se hai
Mere jism o jaan ka ye fasla
Kahin waqt aur barha na de
Tujhe bhool ke bhi na bhoola sakon
Tujhe chah ke bhi na pa sakon
Meri hasraton ko shumar de
Meri chahaton ka sila na de
Woh tadap jo shola e jaan mein thi
Mere tan badan se lipat gai
Jo bujha sake to bujha isay
Na bujha sake to hawa na de.
—– —
#42
Main uske hathon main tha,
Tootay huye sheeshay ki tarah,
Bari umeed thi bikharne nahi degi,
Bas giraya kuch is ada se k,
Simatnay ki umeed he na rahi.
—– —
#43
Benoor aankhon main koi khuab to de,
Meri beqarar raaton ka kuch hisab to de,
Tu khafa hai mujhse lekin phir b agar ho saky,
Mere in sawalon ka jawab to de,
Humne jis main likhe thy kuch wady,
Agar mumkin hai to meri woh kitab to de,
De nahi sakta agar pyar to aisa kar,
Gham de, Zehar de, ya sharab to de,
Jis main beh jae mere dil ki dunya,
Aisa koi in aankhon main Selaab to de,
Kabhi tum kaha karet they k aap achy hain,
Ab bura he sahi magar koi khitaab to de.
—– —
#44
Kitna bhi chaho to na bhol paogay humain,
Jitna door jaogay utna nazdeek paogy humain,
Mita saktay ho to mita do yaaden meri,
Magar sapnon se juda ker pao gay humain?
—– —
#45
Badla wafa ka dengay is sadgi se hum,
Tum hm se rooth jao, aur zindagi se hum.
—– —
#46
Ajnabi hai to mere zehan main rehta kyon hai?
Woh jo paththar hai to sheeshon ka Maseeha q hai?
Woh hawa hai to guzar jaye hawaon ki tarah,
Woh Samandar hai to thehra rahy behta kyon hai?
Mere aangan main nahi koi umeedon ka gulab,
Phir ye mausam mere aangan main utarta kyon hai?
Jiske chehrey pe saji jhoot ki tehreerain hain,
Dil usi shakhs k wadon se behalta kyon hai?
Ye mera dil ye masoom ye anjaan sa dil,
Phir Naajanay tera naam se dharakta kyon hai.
—– —
#47
Jab aankhon se aansu baras rahy hon,
Meri pagal muhabbat tumhain yaad aayegi,
Jab tanhai se dil ghabraye ga,
Jab tumhain akela pan satayega,
Jab koi khuab he na aayega,
Jab phool kitab main he reh jayega,
Meri pagal muhabbat tumhain yaad aayegi.
—– —
#48
Ab milengy us se to khob rulaengay usko,
Suna hai k usay Rotay huye Lipat jany ki aadat hai.
—– —
#49
Zindagi ek chahat ka silsila hai,
Koi kisi se mil jata hai to koi Bichar jata hai.
Jisay hum mangtay hai apni DUA main,
Woh kisi ko bina mangay mil jata hai.
—– —
#50
Aye nadan dil rotay nahi hain,
Kuch apney ho k bhi paas hotay nahi hain,
Zara se faslay pe ye Udaasi kesi?
Sapnon main basnay waly kabhi door hotay nahi hain.
You can help to enrich this collection of Sad Poetry SMS by sending and submitting more messages from your collection by writing in comments section and by providing nice ideas. This is Set 5 of Sad Poetry SMS. In case of spelling mistakes, other issues report them in comments section. Share these messages on various messenger apps like whatsapp, allo, hike, telegram, skype, FB messenger and others.
Leave a Reply