Bollywood Movie Dialogues – Set 1 – 2017

Comprehensive collection of Bollywood Movie Dialogues. The compilation includes some good quality text messages which can be shared on various messenger apps and social network platforms. Browse through nice repository of Bollywood Movie Dialogues with latest and new Dialogues being added quite often. You will find some new, unique & interesting Dialogues and messages. Explore best and rare collection of Bollywood Movie Dialogues here, select any text from the wide range and share or send using mobile. Apart from Bollywood Movie Dialogues, the collection also includes Dialogues in other categories.

#1

(Hema Malini to Big-B) Hum Bharat Ki Ladkiyan Hai Saab, Koi Videsh ki Nahi, Ki Pehle Pyar Kiya Uske Baad Shaadi Ki, Arre Maza To Iss Mein Hai, Pehle Shaadi Karo Uske Baad Pyar Karo!!!

—– —
#2

A Prem-Chopra-type villian to the heroine/village belle : ‘ In gori gori kalaiyon ko kaam karne ki kya zaroorat hai

—– —
#3

Aacha to tum phele ye nakki karo ki tumara samasya kya hai… Naam, Naukri, ki Ghar? Ahh, Ghar… Ek kaam karo… Yaha se right me chaale jao, Wha bohot saari hotel hai, jao..

—– —
#4

Aag, Pani aur mere saath kabhi panga nahin lna ,aag jala ke marti hai, pani duba kar marta hai aur main tadpa tadpa ke marta hoon

—– —
#5

Aaj bhi main pheke hau paise nahi uuthaa….in deewar

—– —
#6

Aaj khush to bahut ho rahe hogey tum !!!!!!!!!

—– —
#7

Aaj… Aaj Ek Hasi Aur Band Lo.. Aaj Ek Dua Aur Mang Lo, Aaj Ek Aansoon Aur Peeh Lo, Aaj Ek Zindigi Aur Jee Lo, Aaj Ek Sapna Aur Dekh Lo… Aaj…. Kya Pata… KAL HO NAA HO

—– —
#8

Aamir khan in ‘Rang de basanti’ says: Collage de gate de is taraf hum life ko nachate hain to dusri taraf life humhe nachati hai.

—– —
#9

Aamir khan to Ajay in Ishq : Zindagi mein teen chezoon ke pechey khabi nahi bhagna chahiye : bus, train or chokri. Ab latak gaya na bech mein

—– —
#10

Aap jeet gaye sir lekin jahan se main dekh raha hoon aap haar gaye hain. mujhe ek majboor baap apni ladki ki tasveer ke neeche khada dikh raha hai….. aap haar agye sir aap haar gaye……

—– —
#11

aap sab bhi iske saath are isli tho aadat hai mujhe tang karne ki [sridevi to shahrukh khans buddies in army]

—– —
#12

aap sab bhi iske saath hai, are iski adat hai mujhe satane ki

—– —
#13

aap to mera nature jantahi ho, nahi aap mera nature kaise janoge; aap to abhi abhi hamse mile.

—– —
#14

Aapki yaad aaye toh dil kiya karein dil jo dil ko churaye toh dil kiya karein ,sikwaa bhi aap se gussa bhi aap se sikayat bhi aapse aapke bin jiya na jaaye toh dil kya karein.

—– —
#15

Aay dil-e-nadaan tughay hua kia hai…aakhir is dard ki dawa kia hai…Aftab in Shukriya…(galib)

—– —
#16

Ab tumhari maa hanmare kabze mein hai

—– —
#17

abe hata sawan ki ghata, kha bhuja batti bujake soja, intukle pintukle, darwaje pe khadeli aunti baja reli hai gahnti….

—– —
#18

abhey budde ek phok maronga na, tho sida kabar pe jaker girega

—– —
#19

Aey Mere Hamdam Mujhi Aadmi Mat Bol, Mein To Aashiq Hoon, Ashiqoon ko aadami kehna Gunah Hota Hain

—– —
#20

agar aapne mere saath shadi inkaar ki to bus mein ek sad song gahoongi

—– —
#21

agar aapne mere saath shadi inkaar ki to mein apni jaan de doongi

—– —
#22

agar ek kaagaz par mohar nahin lagagi toh kya tara pakistan nahin jayaga – GADAR

—– —
#23

Agar Maa ka doodh piya hai to saamne aa.

—– —
#24

Agar me kahu ke me tumse pyaar karta hu, tabhi nai? Me tumse sirf tumse pyaar karta hu. Mere har saas, mere har dadhkan, mere hal paal me tum ho or sirf tum ho. Muje yakeen hai ke me sirf islea janma hu ke tumse pyaar karsaku or tum sirif islea ke ek di

—– —
#25

Agar tumhare yaar ko zinda dekhna chahti ho, to nachna shuru karo.

—– —
#26

Agar tune mujhe phir se hath lagaya to hath todkar aisi jagah gusa dunga ke jindgibar khana khana bhi muhse padega aur nikalna bhi.

—– —
#27

Agnipath : Topi sambhalo dinker rao hava bahut tej hai, ud jayega

—– —
#28

Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein … un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein… aankhon ki khidki per ek sayaa sa lehraata hai… dil ke derwaze per koi dastak de ke jata hai… gherri gherri kaali aankhen, mujse mujko puchhatti

—– —
#29

Aisa toh admi life me do hi cheez ke peechhe bhagta…. ya toh olympic ka race ho…. ya police ka case ho……… ( from AMAR AKHBAR ANTHONY by AMITABH BACHAN )

—– —
#30

Aishwariya rai (DIYA) TO Vivek oberoi (ARJUN)- Pyar ko waqt ki nahi……..lamhe ki zarurat hoti hai From KYUN HO GAYA NA

—– —
#31

aishwarya ‘mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai. har mordh aasan nahin hota aur har mordh par khushi nahin hoti lekin jab hum zindagi ka saath nahin chorthte to mohabbat ka saath kyo chortein.’ Shahrukh ‘roz tumhare muh se sunta hun.’

—– —
#32

aishwarya:mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai, zindagi ka har mod asan nahin hota,kadam kadam par mushile hoti hain.phir jab hum zindagi ka saath nahin chorte to phir mohabbat ka saath kaise chor dein. -MOHABBATEIN

—– —
#33

Aiy dil dil ki duniya mei esa haal bhi hota hai bahar koi hasta hai andhar koi rota hai, Hogi kissi ko pehchaan kese, pyar mei hotei hain kurbaan kese, hum ko yeh maloom na tha pyar bhi eik samjhota hai, aiy dil dil ki duniya mei esa haal bhi hota hai

—– —
#34

Ajay Devgan in Kaal : ‘kuch log shikar karne aate hai.. kuch khud ban jate hai’

—– —
#35

Ajay Devgan In Kaal: Log kehte hai jahan sheron ke panjo ke nishaan ho vahan par admi chalne ki himat nahi karte.

—– —
#36

Ajay in kaal: kaha tha na saab zinda rahe to phir milengey. aap zinda bhi hain; aur phir mile bhi.

—– —
#37

Ajay in kaal:Saab ji kahaani to poori sunkar jate. sher ko apka badan nahi khoon chaahiye; use aapki saanson ki nahi hadiyaan tootne ki aawaz pasand hai; use aapke chillaaney ki aawaz pasand hai saab ji.

—– —
#38

Ajji sunte ho , munna ke pitajee

—– —
#39

Akbar: Agar aisa na hua, to Saleem tumhe marne nahin dega aur hum Anarkali tumhe jeene nahin deenge. Anarkali: Kaneez to kab ki mar chuki. Ab janaaze ko rukzat ki ijazzat deejiye.

—– —
#40

AKSHA Y KUMAR (ab tumhare hawale watan saathiyon): Abkey sawan jane hamse kya khata huee, hamara ghar chod, sare saher mein barsaat huee.

—– —
#41

akshaye:ye tumhare gaal pe kya hai? john:dari hai. maine aaj subha banayi thi. akshaye: tumne aaj subha banayi thi aur ab tak vaapas bhi aa gayi. ye shaving cream hai ya chavanprash

—– —
#42

All filmi chowkidaars : ‘Shhalaam Shhaab!’

—– —
#43

AMCHI MUMBAI .. UPUN SE SHAADI KERE GI? — MADHAVAN — MAGGy — in RHTDM

—– —
#44

Amitaabh throws bomaan in pool n he says: are yeh to kuch bhi nahi hai; mere behnoi ne to mujhe samundar main phainkaa tha.

—– —
#45

Amitabh in ‘Don’ : Don ka intezaar to gyarah mulkon ki police kar rahi hai-

—– —
#46

Amitabh: apne mehmaan par kuch toh ehsaan kar, kuch to ehsaan kar apne mehmaan par. De duayein,….. De duayein use umar bhar ke liye.

—– —
#47

Amitabh: ‘Taqat logo ko jodne se badhati hai , unhe khilaph karne se nahi’ (SARKAR)

—– —
#48

Amrita Rao : Agar tumhara pyarr jana chahay to usay jaane do, Agar woh loot kar aaye to woh tumhara hai. (Ishq Vishq)

—– —
#49

Amrita rao(PAYAL) to Shahid kapur (RAJIV)- ‘mera pyar itna gira hua nahi hai jisko saabit karne ke liye mujhe aisi ghatiya harkat karni pade’ – FROM – ISHQ VISHQ

—– —
#50

apne hathiyar fenk do ..police ne tumhe charo oar se gher liya hai

You can help to enrich this collection of Bollywood Movie Dialogues by sending and submitting more messages from your collection by writing in comments section and by providing nice ideas. This is Set 1 of Bollywood Movie Dialogues. In case of spelling mistakes, other issues report them in comments section. Share these messages on various messenger apps like whatsapp, allo, hike, telegram, skype, FB messenger and others.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *