Comprehensive collection of Mazahiya Shayari. The compilation includes some good quality text messages which can be shared on various messenger apps and social network platforms. Browse through nice repository of Mazahiya Shayari with latest and new Shayari being added quite often. You will find some new, unique & interesting Shayari and messages. Explore best and rare collection of Mazahiya Shayari here, select any text from the wide range and share or send using mobile. Apart from Mazahiya Shayari, the collection also includes Shayari in other categories.
Teri Ummeed, Tera Intizar Karte Hain
Aye Sanam Hum to Sirf
Teri Bahen se Pyaar karte Hain. ๐
—– —
#2
Jahan Dosti wahan Aitebar
Jahan Aitebar wahan Mohabbat
Jahan Mohabbat wahan Judai
Jahan Judai wahan Dard
Jahan Dard wahan
.
.
.
.
2 Goli DISPRIN
—– —
#3
Mobile Uthana Jab Gawara Karogy.
Hamary SMS ka Nazara Karogy.
Parho Gay Jab Dil Se Hamara SMS.
Muskuraty Huye Waqt Guzara Karogy.
—– —
#4
Dil ki Tanhaai ko Aawaz bana lete hain.
Dard Jab Hadd Se Guzarta Hai.
to
to
to
to
?
IODEX laga lete hain. ๐
—– —
#5
Jab Kabhi Toot K Bikhro to Batana Mujhko…
Main Tumhain Welding waly k Paas le jaon ga. ๐
—– —
#6
Larka Apni Girl Friend Se:
Tum Bin Main Mar Jaunga PARVEEN
Wah Wah Wah
Tum Bin Main Mar Jaunga PARVEEN
Wo Muskurai, Or Boli
‘AMEEN’ ‘AMEEN’ ‘AMEEN’
—– —
#7
Chhor Diye Woh Dhanday.
Jin k Anjam thy Ganday.
Poora Maheena Naik Kaam Main Bitaengy.
Ab Eid k Bad Phir Koi Nai Bachi Phansaengy.
—– —
#8
Mujhe Apni Mohabat Ka AITEBAR To Do
Mein Toot K Chahon Tumhen Ye IKHTYAR To Do
Guzarti Hi Nhi Ye Zindgi TANHA.
Apni 1 Girl Friend UDHAR To Do.. Sweeti!
—– —
#9
Faraz to Galib:
‘Phool ko to khilna hai wo to khile ga,
Garmi bari hai ek glass Sharbat ka milega.’
Galib:
‘Alif se le kar ye tak k beech mai aata hai Sheen,
Abay itna Pyasa hai to laga le Ganney ki Machine.’
—– —
#10
Door se dekha to Hritik Roshan ki Shooting nazar ayi.
Wah Wah
Door se dekha to Hritik Roshan ki Shooting nazar ayi.
Paas gaye to Kuttun(dogs) ki meeting nazar ayi.
—– —
#11
Ye Beth kar Tanha Sochta Hon Wasi…..
.
.
.
Khatam Ho gai Zindagi,
Bachi koi na Phansi.
—– —
#12
Positive Thinking Poem:
Little bird in the sky,
dropping its ‘potti’ on Ur eye.
U dont worry,U dont cry.
U just Thank God that cows dont fly!!:-)
—– —
#13
Wo bewafa he to kiya howa?
Mat bura kaho usko
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kisi or se ‘PIYAR’ kro DAFA kro usko….
—– —
#14
Tum Hamaray Dil Main Bastay Ho,
Wah Wah…
Tum Hamaray Dil Main Bastay Ho,
Lekin Thora Side Main Hojao,
Saans Ki Naali Main Kyon Phanstay Ho???
—– —
#15
Khuda ki Qasam aap bohat khubsurat ho,
Dunya ki nazar say khud ko bacha lo,
Kajal ka Teeka to aap ke lye kam hai,
Aik kala Tawa Galey mein latka lo.
—– —
#16
Pyar bhi kiya, Aitbar bhi kiya, Iqrar bhi kiya
Magar na Mila Pyaar, Na Aitbar, Na Izhar
Sirf mili Haar, Aur Jooton ki Maar.
—– —
#17
Ek Din Mila Woh Mujhse
Bujha bujha sa,
Jhuka jhuka sa,
Udasiyoun main
Racha bassa sa,
Jo main nay poochha…
Udaas kyon ho..?
Jhuka ke palkain
Chupa ke chehra
Laga wo kehnay
50 ka load karwaya tha…
Abhi tak nahi aaya. ๐
—– —
#18
The Best Shair of 2009:
Choti si Billi k Chotay Chotay Paaon!
Wah…
Choti si Billi k Chotay Chotay Paaon!
Meow
Meow Meow Meow Meow Meow Meow.
—– —
#19
Nahi Mitt Saktay Dilon Se Muhabbat K Nishan….
Wizaarat-e-Sehat, Hukoomat-e-Pakistan.
—– —
#20
Emotional Comedy!
Dil ko Pata tha woh zaroor aayegi.
Wah…
Dil ko Pata tha woh zaroor aayegi.
Par kabhi socha na tha k SURPRISE main apna Husband saath layegi.
—– —
#21
Tumhain Dhoondhti hain Har Su.
Meri Betaab Nazrain
Meri Ujri Subhain
Meri Be-Rang dopeharen
Meri Dhundhli Shamen
Meri Tareek Raaten
Jo ho saky to Nawaz do!
Meri har Subha ko Nikhar do.
Meri Shaam ko Sanwaar do,
Meri raat ko Qarar do,
Ye na ho saky to Yun karo…
Mujhe 50000 Udhaar do… ๐
—– —
#22
Faraz yaron ko Aazma k Dekh liya,
Parday Main Bula ka Dekh liya.
Mot B humse door bhagti hai Mohsin,
Car k Neeche aa k Dekh liya.
Marta nahi ye Jaraseem-e-Ishq Sagar,
SafeGuard se B naha k Dekh liya.
Koi Sunta Nahi Faryad-e-Ghalib,
Radio pe B Ga k Dekh liya.
Dil ka B pata nahi chal Raha Wasi,
X-Ray B kara k Dekh liya.
—– —
#23
Beth Kar Tanha Yeh Sochta Hun
‘Wasi’
.
.
.
.
.
.
.
Khatam Ho Gai Zindagi Par Bachi Koi Na Phasi…
—– —
#24
Fursat kab milti hai bachpan guzar janay k baad,
Mujhy bhook lagti hai khana khany k baad,
Mere paas do he samosay they jo maine kha liye,
1 Tere aany se pehle, ik teray jaany k baad.
—– —
#25
Most Romantic Shayari of the Year:
Arz kya hai:
TU mere siwa kisi ka ho nahi sakta…
Jese K
PANI k bina Koi POTTY dho nahi sakta…
—– —
#26
Kash Us k DIL mein HAMARE Liye koi jagha hoti GHALIB
To Aaj Hum Parindon ki Tarah Be GHAR na Hotay.
—– —
#27
Mehfil main sabki nazar Pappu par thi
Aur Pappu ki khushi ka thikana na tha.
Jab Pappu ne nazrain jhuka kar dekha,
To Pappu ki taangon main Pajama na tha.
—– —
#28
Aik aesa shair, jis k muqabla na faraz kr sakta hai na Mohsin na ghalib aur na farzana.
‘Dabbe main dabba, dabbe main Tatti.
Chakh k batana meethi ya khati?’
—– —
#29
Aankhon main aansu chehre hansi hai
Saans main aahen, Dil main bebasi hai
Pehle kyon nahi bataya,
K Darwazy main ungli Phansi hai.
—– —
#30
Arz kiya hy:
Daag to chala jaega kameez se,
Wah wah
Daag to chala jaega kameez se,
Agar tum kaprrey dho tameez se.
—– —
#31
Gadhay ko Gadhi se pyaar ho gaya.
Wah Wah
Wah Wah
Gadhay ko Gadhi se pyaar ho gaya.
Itna Romantic SMS parh kar ek aur Gadha Tayyar ho gaya.
—– —
#32
Qadam Qadam par ek Naik kaam karta hon.
Mawaliyon ka Barra ehtiraam karta hon.
Dekhta hon jahan Gold Leaf ki dukaan.
Us dukaan ko jhuk k salaam karta hon.
—– —
#33
Teri Pyaari soorat pe Dil Haaron…
Teri har zaroorat pe Jaan waaron…
Jab bhi sochon teri harkaton k baray main…
Dil karay tujhe ek Rakh k Chamaat Maaron.
—– —
#34
Dil tera phir dukha diya us ne,
Tujh ko ek baar phir ULLU bana diya us ne,
Naam bata k KishMish kaa..
Naak ka Chooha Khila diya us ne.
Ha ha ha ha….
—– —
#35
Hum Pagal aapke peechy,
Aap Pagal kisi aur k peechy,
Koi aur Pagal Hamaray peechy,
Koi aur Pagal us Pagal k peechy.
Ha Ha Ha
Saary Pagal aagay Peechy.
—– —
#36
Jane Kia Act Kerte Ho,
Direct Dil Pe Effect Kerte Ho,
Hum Zalim Tum Pe Marte Hain,
Aur Tum Dosron Ko Select Kerte Ho.
—– —
#37
Hotay hain Dunya main aisay bhi haadsay…
Wah Wah…
Hotay hain Dunya main aisay bhi haadsay…
Thanday Meethy Faalsay,
Kalay Kalay Faalsay.
—– —
#38
Is qadar hum Zindagi ko mananay nikaly,
Uski chahat main hum pagal deewanay niklay,
Jab bhi uska haal sunna chaha,
Honton se Jalal Chandiyo k Ganay nikly.
—– —
#39
Woh maza na BAADSHAHI main hai,
Na Taj main hai,
Na woh Maza puri Dunya k Raj mai hai,
Na woh maza kisi Khazanay main hai,
Jo maza Naak se chohay nikal k Gol Ghumanay main hai.
—– —
#40
Kya bataen tujhe mere dost ab k saal,
Ja rahy thy yaadon ko dil main liye sambhaal,
1 Ajnabi ne achanak jo rok kar kahaa.
Chal oye!!! Mobile nikaal…
—– —
#41
Rona Is Baat Ka Hai k Rona Nahi Aata
Wo Paaye ga Kia Jisey Khona Nahi Aata
Wo Ganda Tha Ganda Hai Aur Ganda Rahe Ga
Jisey POTTY krne K Baad Dhona Nahi Aata.
—– —
#42
Arz kiya hai:
Ikhtiyaar-e-tarannum se tabassum ki roshni ko jala dena..
(wah,wah,wah)
Jab iska matlab samajh me aa jaye to mujhe bhi bata dENA..
(wah,wah)
—– —
#43
Arz kya hai:
Kamzor itnay ho gye teri judai se,
Wah wah wah!
Kamzor itne ho gye teri judai se,
Macher utha ke le gye chaarpai se.
—– —
#44
Jeet k b haar gaya main Pyar ki baazi yaaro,
Main uska DEVDAS tha woh meri PARO,
Woh guzar gai paas se nazar tak na milai,
Kyon k main Cycle pe tha, Uske paas thi Pijaaro.
—– —
#45
Hum to Paad maar k sharminday ho jatay hain Parveen!!!
Magar log sun kar kehtay hain, Behtreen, Behtreen!!!
—– —
#46
Meri parosan chhat pr aai aur mjhy dekh kr kaha
Mere aany sy hi aya ye hawa ka jhonka
Me dhere se muskuraya aur kaha
.
.
.
.
.
.
.
PONKA, PONKA.
—– —
#47
Bejan phool ko khushbu dena koi apse sekhe,
Rohthe hwe ko hasana koi apse sekhe,
Dost banana to har koi janta hy,
Dost ko topi pehnana koi apse sekhe.
—– —
#48
Arz kiya hai:
Tere Darwaze par Sanam bar bar aayenge.
Tere Darwaze par Sanam bar bar aayenge.
Bell Bajayengey aur bhaag jayenge..
—– —
#49
Apny Susar ka Dulara hon Main,
Saasu Maa ki aankh ka Tara hon main,
Apni Wife ko bhi pyara hon main.
Filhaal to ye sab sapnay hain Yaaro.
Kyon k Abhi tak to Kanwara hon main. ๐
—– —
#50
Jahan Ki Khilwat Me Zulul Ayega
Gam-E-Tohin Se Kubul Nahi Ayega
Maklul Ki Ibrat Hai Ye Qurfa Ghalib
Damag Phat Jayega Per Shair Samjh Nahi Ayega.
You can help to enrich this collection of Mazahiya Shayari by sending and submitting more messages from your collection by writing in comments section and by providing nice ideas. This is Set 3 of Mazahiya Shayari. In case of spelling mistakes, other issues report them in comments section. Share these messages on various messenger apps like whatsapp, allo, hike, telegram, skype, FB messenger and others.
Leave a Reply