Comprehensive collection of General Poetry SMS. The compilation includes some good quality text messages which can be shared on various messenger apps and social network platforms. Browse through nice repository of General Poetry SMS with latest and new Text Lines being added quite often. You will find some new, unique & interesting Text Lines and messages. Explore best and rare collection of General Poetry SMS here, select any text from the wide range and share or send using mobile. Apart from General Poetry SMS, the collection also includes Text Lines in other categories.
Kon Tolay Ga ab
tumharay aatay ko theelun mai
Faraz,
Wo jo ik flour mill ka
malik tha Pakistan
chor gaya…
—– —
#2
Khali hathon ko kabi ghor say dekha hay faraz,
Pesa na ho to kese bachi nikal jati he…!
—– —
#3
Arz Kiy H i.
‘Dil Ko Dil Se R h Hoti H i’.
Zar Ghor Frm eye G .
‘Dil Ko Dil Se R h Hoti H i
Aur
‘Ghub r Pht y To THAAH Hoti H i’
—– —
#4
~ Meri mohabbat ka iss tarah se mazak na banao ‘sheraz’ ,,
~ Aaj main shayiri kar raha ho0n q k chutti pe hai Faraz.
—– —
#5
Zindagi Se Koi Cheez Udhaar Na Leingy
‘FrAzz’!
Kafan Bhi Leingy To Zindagi Apni Deingy.
—– —
#6
Mai Usko e kehtay kehtay Ruk Gaya Faraz
Preeto Meray Nal Viah kar Lay..
—– —
#7
Beetay Dino’n Ki
Wo Yaadain
Wo Baatain
Wo Larna Jhagarna
Aur Phr Milna
Sab Yaad Aayega
Jab B Dhoondoge Mujh Ko
Nahi Mil Sakunga Kisi Darmiyan
Tou Ehsas Hoga
Koi Kho Gaya
Abhi Tou Yahi’n Tha Kidhar Reh Gaya
Nigahain Dhoonde Se Qasir Rahengi
Kami Dosto’n Me Aksar Rahegi…/
—– —
#8
Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.
—– —
#9
AaJ wo mujhe pani bhi pilana bhool gai ‘Ghalib’..!
Jo kehti thi
‘pio pio lemo pani pio pio lemo pani:-)
—– —
#10
Teray iNtizaAr mE Beth jAtay hAin.
Sar-e-sHam d.L jAla kR Beth jAtay hAin.
Tum jAb bHi nAhatay h0 aY Dost.
Saray mUhA|Lay wAlay naAk pAkr kR Beth jAtay hAin.
—– —
#11
Tum Dil Se Yun Pukara Na Karo,
Humko Yun Ishara Na Karo,
Dur Hai Tumse Ye Majburi Hai Hamari,
Tum Tanhaiyon Mein Yu Rulaya Na Karo.
—– —
#12
Kis Qadar Anokha Hy
Zaabta Mohabbat Ka
Kab Na Jaany Ho Jaye
Mo’ajza Mohabbat Ka
Apni Zaat Se Bhi Wo
Ajnabi Sa Lgta Hy
Jis K Saath Ho Jaye
Haadsa Mohabbat Ka
~ Tum Bin ~
—– —
#13
din raat aanhein bherte ho yaad me
par mohabbat ka izhaar kyun nahi kerte
nazer se nazer takraati hai har baar
chaah ker bhi aankhen chaar kyun nahi kerte
poocho hum se bhi hamare dil ke haalaat
ankhon me chupe pyar ka aitbaar kyun nahi kerte
Sameer
+92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
—– —
#14
Socha yaad na kar k thora tadpaye unko,
kisi aur ka naam ley kar jalayain unko.
Par koi chot unko lagi to dard hame hoga,
ab koi ye bataye k kis tarah satayein unko.
—– —
#15
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye,
Kabhi mout ki hum dua ker k roye,
Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka,
Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye
—– —
#16
HONTO PE DIL K TARANE NAHI ATE.
SAHIL PE KABHI FASANE NAHI ATE.
HUM TUM MAIN DORI SIRF IS WAJA SE HAI.
KAM BAKHT TUMHE ABHI TAK PAKORE BANANA NAHI ATE ;->
—– —
#17
UNAh HAI PIΨAR MAI LOOGO KI NEEND URH JAATI HAI
KASH KOI HUM Y PIΨAR K R Y KAMBAKT NEEND OHAT AATI HAI
—– —
#18
Kisi khaas ko nazr andaz kia nahi jata,
jinhe bhul nahi sakte unhe yaad kia nahi jata.
Ye yaden to sahil hai un lamho ki
Jin lamho ko dobara jiya nahi jata.
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
~ Tum BiN ~
—– —
#19
Kaise Bataaoun Tum Mere Liye Kiya Ho
Tum Dharkano Ka Geet Ho
Jeewan Ka Tum Sangeet Ho
Har Khushi Ho Tum Pyar Ho Tum
Yaadon Main Tum Neendon Main Tum
Khawabon Main Tum Saanson Main Tum
Aahon Main Tum Ho Tum Ho Meri Har Baat Main
Tum Ho Meri Din Raat Main Subah Main Tum Shaam Main Tum
Soch Main Tum Kaam Main Tum
Mere Liye Paana Bhi Tum Mere Liye Khona Bhi Tum
Mere Liye Hansna Bhi Tum Mere Liye Rona Bhi Tum
Jaata Hoon Kahin Dekhta Hoon Kahin
Kaise Bataoun Tum Mere Liye Kiya Ho
—– —
#20
Sheesha Ho K Kaanch Ho,
Tum Ko Na Koi Aanch Ho,
Aur Dua Hai K Milein Tujhe Pyar Karney Waliyan,
K Jin Kee Tadad 7 Ho Ya Kam Az Kam Paanch Ho
—– —
#21
Tujh sey dosti karne ka hisab na aya,
mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
hum to jagte rahe tere hi khayalon main,
aur tujhey so kar bhi hamara khuwab na aya
!
—– —
#22
Rab se aapki khushi mangte hain,
duaon me aapki hansi mangte hain,
sochte hain kya mangen aapse
chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
—– —
#23
Sharaab pene do masjid main baith kar,
Ya wo jaga bata jaha par khuda nahe..
(Ghalib),
Masjid khuda ka ghar hai pene ki jaga nahe,
Kafer k dil main ja waha pr khuda nahe..
(Iqbal) ;->
—– —
#24
Mohabbat Aazmani Ho Tou
Bas Ita Hi Kaafi Hy
Zara Sa Rooth Kr Dekho
Mananey Kon Aata Hy
+92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
—– —
#25
Tujhe dekhker aksar
Aajate hain mujhe chakker
Samajh nahin aata mujhe
Tum moannis ho ya muzakker
—– —
#26
Koi tu hota mai jis ke dil ki kitab bunta,Main jis ki chahat ka khwab banta main hijar k mausum ki lambi raton mai yaad bun kar azab bunta koi tu hota jo meri khwahish mai uth k raton ko khoob rota dukhon i chadar lapait kar Hajom-e-Dunya se door hota Main rooth jata manata muj ko ko chahe mera Qasoor hota Koi tu hota mai jis ki etna qareeb hota.Na pass koi reqeeb hota Main utna us ka habeeb hota Ye silsila bi jeb hota,
Koi tu hota……….
—– —
#27
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa,
IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai,
HAI agar ishq to aankho mein dekho,
ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai..
—– —
#28
Kal sham tak uska intezar karta hi raha Main Faraz,
Jab milne ka waqt aaya to utility store wale ne kaha Aata khatam ho gaya….;->
—– —
#29
Chamakte Chaand Ko Neend Aane Lagi
Aapki Khushi Se Dunya Jagmagane Lagi
Dekh K Aapko Hr Kali gungane Lagi
Ab Tou Phenkte Phenkte Mjhe B Neend Aane Lagi.. ;->
—– —
#30
Pehlay b kaha tha na k apna surf badal lo FARAZ…
Ab kehtay phirtay ho k kushti main qameez phat jati hai
—– —
#31
Nazar ne Nazar se mulaqat kar li,
Rahe dono chup par bat kar li,
Khushiyon ka mausam kuch iss kadar badla,
Ki in aankhon ne ro-ro kar barsaat kar li.
—– —
#32
Hosla tujh mien na tha mujh say juda hoonay ka..
Warna kajal teri aankhoon mien na phella hota.
—– —
#33
Rat yun dil men teri koi hui yad ayi
Jaise virane men chupke-se bahar ajaye
Jaise sahraon men haule-se chale bad-e-nasim
Jaise bimar ko be-vajh qarar ajaye
—– —
#34
Shaam udas thi subaah udas thi,
kafan me lipti hue meri laash thi,
aey mere ghar walo mujhey wahin dafnana,
jahan meri aur USKI paheli mulakat thi.
—– —
#35
Pucha tha ik sahib-e-dil ne mera mizaj
Be sakhta labon pe tera nam a gaya!
Ham ne tumare bad na rakhi ksi se aas
Ik tajurba bohat tha,bara kam aa gaya…/
—– —
#36
Koi dikha k roye,
Koi chupa k roye,
Humain rulanay walay,
Humain rula k royee,
Marna ka maza to tab hai yaro,
Jab qatil bhi Janazay per aa ker roye
—– —
#37
Suno Hum Tum Se Kuch Kehna Chahte Hain,
Is Tees Ko Is Dard Ko Hum Sehna Chahte Hain.
Jis Ko Kabhi Sheesha Kabhi Aaina Kehte Ho Tum
Seene Ke Us Muqaam Mein Hum Rehna Chahte Hain.
Moujon Ka Dar Nahi Hai ,Sahil Se Nahi Hai Pyaar,
Bas Tham Lo Hume Tum Hum Behna Chahte Hain.
Aankhon Ne Baat Karli, Nazroon Ne Bhedh Khola,
Ab Hont Kaampte Hain Kuch Kehna Chahte Hain
Kya Yaad Karoge Hum Ko Jab Paas Hum Na Honge,
Tere Khuwab Mein Khayal Mein Hum Rehna Chahte Hain.
Khayal Mein Tere Aks Se Yeh Sab To Keh Chuke Hain,
Tere Saamne Gar Ho Ijaazat Kehna Chahte Hain.
—– —
#38
Dosto kabhi tm pe bhi guzra hai ye aalam,
Nend nai ati aur khawb nazar ate hain…
—– —
#39
Chalo Us Ka Nahi To KHUDA Ka Ehsan Laitay Hai FRAZ
Wo Minnat Se Nahi Mana To Mannat Se Mang Laty Hain
—– —
#40
Yaad karnay ki aadat nahi hai,
Hume bhulaane ki ijazat nahi hai,
Mubarak ho tum ko ye aadat tumhari,
Hume tum se koi shikayat nahi hai.
—– —
#41
Dhoop hoti hai suraj sey,
jalna zameen ko partaa hai,
mohobbat hoti hai aap sey,
tarapna hum ko parta hai..
—– —
#42
Ek hai asman ka tara ,
Ek hai sagar ka kinara,
Bewafa hai zamana sara,
Nasib hai achha hamara,
JO mila DOST aap jaisa Pyara..
—– —
#43
mohabbat na samajh hoti hai samjhana zaroori hai
jo dil main hai use aankhon se kehlaana zaroori hai
usoolon per jo aanch aaye tou takraana zaroori hai
jo zainda hai tou phir zinda nazar aana zaroori hai
bohot bebaak aankhon main talluq tik nahin sakta
mohabbat main kashish rakhne ko sharmaana zaroori hai
saleeqa hi nahin shaayad use mehsoos kerne ka
jo kehta hai khuda hai tou nazar aana zaroori hai
0300 2711 588
~
—– —
#44
Kuch aunki kuch hamari khata hay
Baat uonhi bighar gaiee bus
Hum nay chaha kuch dabana to
Baat aur barh gaiee bus
Dastan badal gaiee appni aur
Baat per baat bun gaiee bus
—– —
#45
Kaash k usay chahnay ka Arman na hota,
Main hosh main hote howay anjaan na hota,
Yeh pyaar na hota kisi patthar dil se hamain,
Ya koi patthar dil insan na hota
—– —
#46
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin,
In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin,
Agar yaad rakhna fitrat hai aapki,
Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
—– —
#47
Itni mudat baad milay ho
Kin sochon mein gum rehtay ho
Itnay khaif keon rehtay ho
Har ahat say dar jatay ho
Taiz hawa nay mujh say poocha
Rait pay kia likhtay rehtay ho
Kaash koi hum say bhi poochay
Raat gaey tak keon jagay ho
Main darya say bhi darta hun
Tum darya say bhi gehray ho
Konsi aisi baat hain tum mein
Keon itnay achay lagtay ho
Peechay mur k keon dekha tha
Pathar ban k kia taktay ho
Jao jeet ka jashan manao
Main jhota hunt um sachay ho
Apnay shehr k sab logon say
Meri khatir keon uljhay ho
Kehnay ko rehtay ho dil mein
Phir bhi kitni dur kharay ho
Raat hamain kuch yaad nahi tha
Raat bohat he yaad aey ho
Hum say na pocho hijr k qissay
Apni kaho ab tum kesay ho
Mohsin tum badnaam bohat ho
Jesay ho, phir bhi achay ho
0300 2711 588
(~ T m ~)
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
—– —
#48
Na Meray Qalam Say Likhi Gai..
Na Mery Zaban Say Aada Hoi..
Jo Nazar Say Kehnay Ki Baat Hai..
Kisi Hurf Main Na Samai Ge..
Koi Phool Chunta Hai Kis Terhan..
Koi Dhool Hota Hai Kis Tarha..
Yea Wakt Wakt Ki Baat Hai..
Tujhay ZinDaGi Batai Ge.. 0300 2711 588
(~ T m ~)
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
—– —
#49
Tanha tha is duniya ki bheer main
Socha koi nahin mery taqdeer main
Aik din aap ne dosti ka hath barhaya
To laga kuch to khas tha hato ki lakeer main
—– —
#50
Ye SarasaR jhuT Ha K 80 or 90 , 170 , Hote Hen
PaPPU. . . . . .
Kyun K
Akkar Bakkar Bambay Boo. .
80 , 90 Pure 100. .
You can help to enrich this collection of General Poetry SMS by sending and submitting more messages from your collection by writing in comments section and by providing nice ideas. This is Set 11 of General Poetry SMS. In case of spelling mistakes, other issues report them in comments section. Share these messages on various messenger apps like whatsapp, allo, hike, telegram, skype, FB messenger and others.
Leave a Reply