Poetry Text – Set 22 – 2017

Comprehensive collection of General Poetry SMS. The compilation includes some good quality text messages which can be shared on various messenger apps and social network platforms. Browse through nice repository of General Poetry SMS with latest and new Text Lines being added quite often. You will find some new, unique & interesting Text Lines and messages. Explore best and rare collection of General Poetry SMS here, select any text from the wide range and share or send using mobile. Apart from General Poetry SMS, the collection also includes Text Lines in other categories.

#1

Aaj phir doston ne mujhse pocha
K tera hasta hua chehra UDAS kyun hai
Barsti aankhonn mein piyas kyun hai
Jinki nazro mein tu kuch nahi
Wo tere liye itna KHAS kyun hai

—– —
#2

Dil to Kehta hai, Zamane se chupa loon Tujh ko
Dil ki Dharkano ki tarah Dil mai basa loon Tujh ko
Koi Ahsaas Judai ka rehne na paye
Is tarah Khood mai Meri Jaan sama loon Tujh ko
Tu jo Roothey kabi Mujh se Mere Dil k Maalik!!
Sari Dunya se Khafa ho ke Mana loon Tujh ko
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting

—– —
#3

Is Do Pal Ki Zindagi Me TANHAI Kyun Hai,
Logo Ko Humse Shikayat Kyun Hai,
Is Duniya Me Insaan Kam To Nahi,
Phir Mere Saath Sirf Meri PARCHAYI Kyun Hai

—– —
#4

KitnE BaEdaRd Hain ZinDaaN K NigEhBaaN MoHsiN.
AankH LaGti Hai To ZanGeeR HiLa DaEtE Hain…..

—– —
#5

Chiraaghon ko aur teez kar lo,
Kyun ki roshini kam hai,
Tamaam umar kar lenge intzaar tera,
phir bhi ghum rahega ke zindagi kam hai.

—– —
#6

kuch yon teray wajood mein gum ho gaya hon mein tere nazar say apna pata pochta hon mein sukh teray jaloo mein to dukh meray sath thay aa dost pir b dekh zinda raha hon mein Pathar aanso, chasham-e-tar reza reza yani ham bikhren hokar reza reza aainay mein akas tera mujood raha aainay say mein bahar reza reza
SaaMer 0300 2711 588

—– —
#7

Khuaab lafzon main dhal saktay hain…..
Kash aankhain parrha karay koii ..
Laog taskheer bhi ho saktay hain
Lafz dil sai adaa karay koii..!
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
~ Tum BiN ~

—– —
#8

Wo mila to kahta tha PILOT bano ga
‘FARAZ’
zindgi ki ranjashon na usay JAHAZ bna diya.

—– —
#9

Hum ishq.k.Maaron Ka
Baas itna hi fasana hay,
Ronay ko koi nahi,
Hasnay ko zamana hay.

—– —
#10

Zindgi se sabi ko mohabat ha,//
Par zindgi kisi ki Mehbooba nhi banti,//
Tamanna lekar jeete he sab log,//
Magar har tamanna taqdeer nhi banti ///

—– —
#11

Juda rehkar bi woh satane se baz nahi ate, Dur rehkar bi wo dil jalane se baz nahi ate, Hum to bhulna chate hai unko, Magar wo khwabo me ane se bi baz nahi
ate.
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
Teri hi tarah hamen yaad aanewala ho
Tere siva bhi koi to satanewala ho
Har ek subah yehi dil mein hoonk uthti hai
Hamen bhi naaz se koi jaganewala ho
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
Har ilzam ka haqdar vo hamme bana jate hai,
har khata ki saza vo hamme suna jate hai;
hum har bar khamosh reh jate hai,
kyon ki har bar vo dost hone ka haq jata jate hai
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting

—– —
#12

Aap paas raho ya door,
hum dil se dil ki aawaaz mila sakte hain,
na khat k na telephone ke Mohtaajh hain hum,
per aapke dil ko ek hichkii se hila sakte hain.

—– —
#13

Apnay pyar ko chupana chaha, per chupa na sakay,
Deewanay dil pay qabu hum, paa na sakay,
Aaj itnay qarib say guzar gayai woh,
Phir bhi unka haath hum thaam na sakay…

—– —
#14

‘Na Hum Rahe Dil Lagane K Qabil
Na Dil Raha Gham Uthane K Qabil,
Laga Uski Yadon Ka Jo Zakhm Dil Par,
Na Chora Us Ne Hamain Muskrane K Qabil. .;->

—– —
#15

Urdu k mashur shair ahmed faraz mukhatib hai,
Pakistan k jawano shairi main kia khob rang jamate ho,
lakin
kutte kamino
ye to batao mjh bech main q latay
ho

—– —
#16

Meetha sa dard dil mein utha abhi abhi,
Kya tune yaad kiya abhi abhi
Ek arse se mulaqat nahi hui
Phir bhi lagta hai tum mile abhi abhi.

—– —
#17

Most romantic poetry of 2009
Lungi ne kaha pajame se
Hm dono bane ek dhaage se
Mai khulti peeche se
Tu khulta aage se

—– —
#18

Itni dosti naa karo k bigar jayain hum.
thora danta bhi karo k sudhar jayain hum.
ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa,
magar itna bhi nahi k mar hi jayain hum.

—– —
#19

Unhi sapno se dil ko lagaaya karo,
Mere khowabo may aaya jaaya karo,
Jab b dil karay k koi tumhe bhi manaaye,
Bus mujhe yaad kar k rooth jaaya karo.

—– —
#20

younhi roya nahin kartey
kabhi rootha nahi kartey
suno aisa nahi kartey
jinhein paana na ho aasaam
unhein soocha nahi kartey
jinhein shab bhar terapna ho
kabhi soya nahi kartey
zara si baat pe suno
younhi roya nahi kartey
Sameer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
~ Tum Bin ~

—– —
#21

Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay
zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay
bhool-o-aflas ki is maari hui dunya main
ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay …

—– —
#22

Raat phir hum se rahi neend khafa der talak,
Yaad wo ati rahi mast ada der talak,
Dasht-e-Tanhai mein ashkon ka sahara le kar,
Humne mangi tere milnay ki DUA der talak,
Jany q har mor pe milti rahi hy saqi,
Humko ek JURM-E-MOHABAT ki saza der talak…

—– —
#23

~03002711588~ Us Ne Ek Bar Mujh Se Poocha
K Batao
Mujhe Kitna Yaad Kerte Ho
Mai Ne Kaha
Bohat Zyada
Us Ne Doobara Sawal Kiya
K Phir Bhi Aakhir Batao To Sahi
Mai Ne Kaha
Bohat Bohat Bohat Zyada
Mera Jawab Sun Ker Wo Zer-e-Lab Muskurayi
Aur Kaha
‘Ab Mujhe Se Bhi To Poocho’
Aur Jab Mai Ne Poocha
To Us Ki Muskurahat Gehri Hoti Chali Gayi
Aur Halka Sa Gulabhi Rang
Us K Chehre Pe Aa Ker Guzar Gya
Us Ne Mujhe Doobi Hoi Nazron Se Dekha
Phir Palken Jhuka Ker Boli
‘Pagal’
Yaad To Unhe Kiya Jata Hai
Jinhe Aadmi Bhool Jaye
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting / +92 333 9968 674 begin_of_the_skype_highlighting +92 333 9968 674 end_of_the_skype_highlighting

—– —
#24

Men dor reh kr b pas rahon ga tere.
Tu bhulana b chahay tu yad aon ga sham saverey.
Tu muje chor kr chala jay ga apne ghar.
Tuje wahan b aengy khyal mere.
Gheron k shehr me kon manaey ga tuje.
Mere pas chale ana men uthaon ga naz tere.
Me chala gya teri dunia se agr tu. Soch kese jiay ga tu begher mere.

—– —
#25

Mujh se NAFRAT ki ajab raah nikali us nay,
Hasta basta dil kar diya khali us nay,
Meray ghar ki riwayat se woh khoob waqif tha,
JUDAI mang li ban k SAWALI us nay!

—– —
#26

Koi gila, koi shikwa na rahe aapse,
yeh aarzoo hai ki silsila rahe aapse,
bas is baat ki badi umeed hai aapse,
khafa na hona agar hum khafa rehein aapse
(~ T m ~)
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting

—– —
#27

Barson Ke Baad Hoti Hai Mulaqat
Phir Bhi Rehti Hai Dil Me Dil Ki Baat
Nazron Se Karna Padta Hai Pyaar
Par Nazar Milane Ke Liye Bhi Karna Padta Hai Intezaar

—– —
#28

Meray Des Mein Faraz, Hua kaisa Ujala
.
.
.
.
.
.
.
.
Naz Pan Masala
Naz Pan Masala 🙂

—– —
#29

Qarib se tumhe dekha to apna paya,
Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya,
Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya,
Dosti, pyar, zindage ya apna saaya…

—– —
#30

Apni Manzil Pe Pohanchna Kisi Moa’jzey Se Kam Nahi ‘Faraz’
Raah-Guzar Pathar K Hain Aur Hum-Safar Seeshey Ka … !!!

—– —
#31

Un Ki Chahat Ko Apni Mohobbat Bana Ke Dekh
Un Ki Hansi Ko Apne Honton Se Muskura Kar Dekh
Un Ke Ashkon Ko Apni Aankhon Se Gira Kar Dekh
Un Ki Bechainiyon Ko Apne Dil Main Basa Kar Dekh
Ye Mohobbat Ik Haseen Tohfa Hai
Kabhi Mohobbat Ko Is Tarah Bhi Nibha Kar Dekh
Sameer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
~ Tum Bin ~

—– —
#32

aaj door se hi koi salam kar gaya,
apni yadon ka ghulam ker gaya ,
apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas,
aaj wohi humain nilaam kar gaya……..

—– —
#33

Hoton pe dosti ke fasaane nahi aate,
Saahil pe samandar ke khazaane nahi aate.
Udne do parindo ko abhi shokh hawa main,
Phir laut kar college ke zamane nahi aate.

—– —
#34

JAL DHUKE KHAWAB TO PHIR AAG BUJANAY AAYA.
IK NAYE DHANG SAY WO CHOT LAGANAY AAYA.
MOM K PUL SAY GUZZAR KAY MUJAY JANA THA WAHAN.
AUR WO SURAJ BAN KAY MERA SAATH NIBHANAY AAYA.

—– —
#35

hum to tere har baat bhol chuky the
jane kiyo log tere yaad dilane aye
tere gali me tere deed ki khatir
hum kise our se milne k bahane aye

—– —
#36

larrkiyan our churriyan…
aik jesi lagti hain churriya our larkiyan…
tot’ti hain,hansti hain churriya our larrkiyan..
nazuki inteha hai ik zara se thais se…
tot kar bikharti hain churriyan our larrkiyan…
zindagi ki dharkan ko ik ridham sa daiti hain…
zeest ko sjati hain larrkiya our churriyan…
piyar ki ruton par b kia nikhar ata hai..
bewja khanakti hain churriya our larrkiyan..
apny dukh ko dil ky sath rakh k bhol jati hain…
kis qadar chamakti hain churriyan our larrkiyan..

—– —
#37

Jis Dour Main Lout Jaye Gareebo ke Kamai
Us Ahad k Sultan se Kuch Bhool Hui Hai
(Iqbal)

—– —
#38

Kaisay keh dain k unsay milnay ki chahat nahi,
Beqrar dil ko ab bhi rahat nahi,
Bhula daitay unhain bhi magar kia karain dost,
Kisi ko bhulanay ki is dil ko aadat nahin

—– —
#39

Samandar Poochta Hai Ab Wo Dono Kyun Nahin Aate
Wohi Dono Jo Geeli Rait Par
Ek Doosre Ka Haath Thaame Door Tak
Kabhi Hanste Kabhi Kuch Gungunate
Kabhi Chup Chaap Bhaithe Door Samandar Ke Aakhir Main
Doobne Waala Suraj Dekhte
Aansoo Bahaate Laut Jaate
Samandar Poochta Hai Ab Wo Dono Kyun Nahin Aate
Jo Aate Thay To Apne Saath Kitne Khawab Laate Thay
Nange Paaoun Paani Main Chala Karte Thay
Samandar Poochta Hai Ab Wo Dono Kyun Nahin Aate
Sameer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
~ Tum Bin ~

—– —
#40

NAZAR mial ke dakh, mat jhuka AANKHEN
barha rahi hain nigahon ka hosla AANKHEN
Jo dil main aks hai, AANKHON se bhee woh jalke ga
dil aaina hai, magar dil ka aaina AANKHEN
Woh ik sitara tha, na jane kahan gira ho ga
Khila main dhoond rahi hain na jane kaya AANKHEN
Tabahiyon ka kisi ne agar sabab poocha
Zuban-e-haal ne be sakhta kahan AANKHEN
yai us ka tarz-e-takhatub bhee khoob hai Mohsin
Ruka ruka sa tabassum, khafa khafa AANKHEN
~SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
Tum Bin

—– —
#41

Andaz-e-junoon konsa hum main nahi Majnu
Per teri tarha Ishq ko ruswa nahi kerty.. !! (:

—– —
#42

Faraz suffered a financial loss. He wrote a sher as follows:
Yunhi baithe baithe Rs150 kharch kar baitha Faraz,
Hero pak card scratch karte karte…..;->

—– —
#43

Sari Haqeqaton Ko Khuwab Kar Kay
Umar Bhar Ki Khushiyoun Ko Sarab Kar Kay
Badal Gaya Hai Woh Chahaton Say
Meri Aadaton Ko Kharab Kar Kay
SaaMer 88

—– —
#44

Beth Kar Unki Zulfon K Saye Me
janat ka maza Aaya
Wah wah..
pHir..
Biwi Ne Dekh Liya aur
Shaam Ko Hospital Me Hi Hosh Aaya…

—– —
#45

Kis ki kiya majaal thi jo koi hum ko khareed sakta ‘Faraz’
Hum to LIPTON k sath SACHE ki trah FREE mein thay.. 😛

—– —
#46

Mujhay Bas Itna Kehna Hay,
Kabhi Main Yaad Aaoon To,
Kabhi Tanhai Ki Raatain,
Tumhain Ziada Sataein To,
Kabhi Titli Na Bolay To,
Aur Jugnoo Lout Jaye To,
Kabhi Jab Dil Bhi Bhar Jaye,
Koi Jab Sun Na Paye To,
Agar Sab Dost Sathi Bhi,
Jo Tum Say Rooth Jaaein To,
Kabhi Jab Khud Say Lar Lar Kar,
Thakan Say Choor Ho Jao,
Kabhi Chahtay Huay Bhi Khud,
Akelay Ro Na paao To,
Apni Aankhon Ko Band Karna,
Mujhay Aawaz Day Dena,
Aur Phir Meray Tasawwur Say,
Jo Chaho Batain Keh Dena,
Meray Kaandhay Pay Sar Rakh Kar
Tum Jitna Chaho Ro Lena,
Phir Khud Main Jab Loat Jao To,
Us Hi Duniya Chalay Jana,
Magar Bas Itna Kehna Hay,
Ke Jab Bhi Dukh Ya Khushiyon Main
Hamain Dil Say Pukaro Gay,
Hamain Tum Saath Pao Gay……
SaaMer +92 300 2711 588 begin_of_the_skype_highlighting +92 300 2711 588 end_of_the_skype_highlighting
+92 333 9968 674 begin_of_the_skype_highlighting +92 333 9968 674 end_of_the_skype_highlighting

—– —
#47

Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay,
Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay,
Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me,
Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!

—– —
#48

Dil ki chokhat pay aik deep jala rakha hai, Teray loot anay ka imkaan saja rakha hai, Rooth jatay ho to kuch aur haseen lagtay ho, Bus yehi soch kay tum ko khafa rakha hai,

—– —
#49

Wapda walon se dushmani achi nahi Faraz
Tere ghar bhi meter lga hai kch to khyal kr.. 😉

—– —
#50

Tere zajbaton me firse wo racani aai
aaj phir yaad mohbbat ki kahani aai
aaj phir neend ko aankho se bichadte dekha
aaj phir yaad koi choote purani aai
muddaton baad chala unpe hamara jaado
muddaton baad hame baat banani aai
muddaton baad kareeb phir dariya
muddaton baad hume pyaas bujhaani aai
intni aasani se milti nahi phan ki dualat
dhal gai umr to gazalo me jawaani aai
SaaMer 0300 2711 588 / 0333 9968 674

You can help to enrich this collection of General Poetry SMS by sending and submitting more messages from your collection by writing in comments section and by providing nice ideas. This is Set 22 of General Poetry SMS. In case of spelling mistakes, other issues report them in comments section. Share these messages on various messenger apps like whatsapp, allo, hike, telegram, skype, FB messenger and others.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *